The original name of Pugal village (with diacritics) was Pūgal. "Pugal" village. Location: Bikaner, Rajasthan, India. Geographical Coordinates: 28° 30' 0" North, 72° 48' 0" East.
Saturday, 18 December 2010
agar tum mil jao, (zeher)...the exquisite voices of shreya ghoshal & udit narayan
Agar tum mil jao
Zamana chod denge hum
Agar tum mil jao
Zamana chod denge hum
Agar tum mil jao
Zamana chod denge hum
Tumhe paa kar zamane bhar se rishta tod denge hum
Agar tum mil jao
Zamana chod denge hum
Agar tum mil jao
Zamana chod denge hum
Bina tere koyi dilkash nazara hum na dekheinge

Tumhe na ho pasand usko dobara hum na dekheinge
Teri soorat na ho jis mein
Teri soorat na ho jis mein
Woh sheesha tod denge hum
Agar tum mil jao
Zamana chod denge hum
Tere dil mein raheinge tujhko apna ghar bana lenge

Tere khwaabon ko beheno ki tarah khud par saja lenge
Kasam teri kasam
Kasam teri kasam
Taqdeer ka roog mod denge hum
Agar tum mil jao
Zamana chod denge hum
Tumhe hum apne jism-o-jaan mein kuch aise basa lenge

Teri khushboo apne jism ki khushboo bana lenge
Khuda se bhi na jo toote
Khuda se bhi na jo toote
Woh rishta jod lenge hum
Agar tum mil jao
Zamana chod denge hum
Tumhe paa kar zamane bhar se rishta tod denge hum
Agar tum mil jao
Zamana chod denge hum
Agar tum mil jao
Zamana chod denge hum
Sunday, 10 October 2010
jheel mein chand nazar, pankaj udhas, (lyrics: mumtaz rashid)
Lyrics by Mumtaz Rashid
jheel mein chand nazar aaye thi hasrat uski
kab se aankhon mein liye baitha hoon surat uski
Jheel: Lake
Hasrat: Desire, Intense Sorrow, Longing, Regret, Wish, Yearning
ek din mere kinaaron mein simat jayegi
thehare paani si ye khaamosh mohabbat uski
Kinaara: Bank, Edge, End, Limit, Margin, River Bank, Shore
Simat: The act of collecting, condensing, constringing; contracting, contraction; crumpling up, shrivelling, shrinking
Thehara: Stopped, Still
Khaamosh: Appease, Lull, Mollify Orderly, Quiet, Silent
bandh mutthi ki tarah vo kabhi khulta hi nahin
faasle aur badha deti hai khurbat uski
Mutthi: Fist
Faaslaa: Distance
Kurbat: Accessibility, Closeness, Juxtaposition, Nearness, Intimacy
kisne jaana hai badalte hue mausam ka mizaaj
usko chaho to samajh paoge fitrat uski
Mizaaj: Mixture, Temperament, Humor, Pride, Nature, State Of Being
Fitrat: Creation, Deceit, Intrigue, Machination, Nature, Wise, Wisdom
Saturday, 18 September 2010
ek pyar ka nagma hai, shor, 1972, lata-ji & mukesh
--FEMALE--
Mm mm mm mm mm mm, mm mm mm mm, mm mm mm mm
Ek pyar ka nagma hai, maujon ki ravaani hai
It is a song of love, it is a flow of ecstasy
Zindagi aur kuch bhi nahin
Life is nothing else
Teri meri kahaani hai
It is the story of you and me

Ek pyar ka nagma hai
It is a song of love
La la la la la la, la la la la la la
Kuch paakar khona hai, kuch khokar paana hai
In gaining you must lose something, in losing you must gain something
Jeevan ka matlab to aana aur jaana hai
The meaning of life is coming and going
Do pal ke jeevan se ek umr churaani hai
From a life of only a couple moments you have to steal a full lifetime
--MALE--
Zindagi aur kuch bhi nahin
Life is nothing else
Teri meri kahaani hai
It is the story of you and me
--BOTH--
Ek pyar ka nagma hai
It is a song of love
--MALE--
Tu dhaar hai nadiya ki, main tera kinaara hoon
You are the current of the river, I am your shore
--FEMALE--
Tu mera sahaara hai, main tera sahaara hoon
You are my support, I am your support
Aankhon mein samandar hai, aashaaon ka paani hai
In my eyes is an ocean, waters of desire
Zindagi aur kuch bhi nahin
Life is nothing else
Teri meri kahaani hai
It is the story of you and me
--BOTH--
Ek pyar ka nagma hai
It is a song of love
--MALE--
Toofaan to aana hai, aakar chale jaana hai
The storm is going to come, and then it will go away
Baadal hai yeh kuch pal ka, chhaakar dhal jaana hai
This is a cloud of a few moments, after spreading it will pass
Parchhaaiyan reh jaati, reh jaati nishaani hai
Images remain, marks remain
Zindagi aur kuch bhi nahin
Life is nothing else
Teri meri kahaani hai
It is the story of you and me
Ek pyar ka nagma hai, maujon ki ravaani hai
It is a song of love, it is a flow of ecstasy
Zindagi aur kuch bhi nahin
Life is nothing else
Teri meri kahaani hai
It is the story of you and me
Ek pyar ka nagma hai
It is a song of love
Music (Voilin)
DEF#_DEF#_F#GA_A_(F#GA)
c#--BAGF#E__A-G-AF#__A-G-AF#
.AF#.AF#.AGEC#
.AF#.AF#.AGEC#D
(piano or any suitable voice)
Ek pyar ka nagma hai,_ maujon ki ravaani hai
DEF#_G_AGGF#~F#_DEEF#F#_GAGGF#-F#
Zindagi aur kuch bhi nahin
F#GAc#.__BAGAB~
Teri meri kahaani hai
AGF#EA_AGBAGF#
Ek pyar ka nagma hai,_ maujon ki ravaani hai
DEF#_G_AGGF#~F#_DEEF#F#_GAGGF#-F#
Zindagi aur kuch bhi nahin
F#GAc#___BAGAB~
Teri meri kahaani hai
AGF#EA_AGBAGF#
Ek pyar ka nagma hai
DEF#_G_AGGF#~F#
Music
deBdf#g____f#f#__f#eef#
f#adc#bb~~g
ac#.~ac#.aaa~
Vocal
deBdf#g___f#f#f#BBf#
--Female--
Kuch paakar khona hai,____ kuch khokar__ paana hai
ad.d.d.___d.e.d.c#.c#._a__d.d.d._______d.f#.e.d.c#.
Jeevan ka matlab to_____ aana aur jaana hai
ac.c.____c.d.c.baab_______bd.bd.d.c#.abaa.f#.
Do pal ke__ jeevan se
deef#______f#gaggf#f#
ek umr______ churaani hai
deef#f#g_______aggf#f#
--MALE--
Zindagi aur kuch bhi nahin
F#GAC#.__BAGAB~
Teri meri kahaani hai
AGF#EA_AGBAGF#
--BOTH--
Ek pyar ka nagma hai
DEF#_G_AGGF#~F#
Music
Will be added shortly
--MALE--
Tu dhaar hai nadiya ki,___ main tera kinaara hoon
Ad____d___dedc#c#______Add_____ddf#edc#
--FEMALE--
Tu mera sahaara hai,__ main tera sahaara hoon
Acc____ccdcBAAB_____BdBdd____c#ABAAF#
Aankhon mein samandar hai, aashaaon ka paani hai
DE_EF#F#__GAGGF#_F#_ DE_EF#F#_GAGGF#_F#
Zindagi aur kuch bhi nahin
F#GAc#___BAGAB~
Teri meri kahaani hai
AGF#EA_AGBAGF#
--BOTH--
Ek pyar ka nagma hai
DEF#_G_AGGF#~F#
Music
Yet to be added
--MALE--
Toofaan to aana hai,____ aakar chale jaana hai
Ad___d__dedcc#c#______Ad___dd___df#edc#
Baadal hai yeh kuch pal ka, chhaakar dhale jaana hai
Ac___cc____cdcBAAB____BdBddc#_____ABAAF#
Parchhaaniyan reh jaati,_____ reh jaati nishaani hai
DE_EF#F#__GAGGF#_F#__ DE_EF#F#_GAGGF#_F#
Zindagi aur kuch bhi nahin
F#GAc#___BAGAB~
Teri meri kahaani hai
AGF#EA_AGBAGF#
Ek pyar ka nagma hai,__ maujon ki ravaani hai
DEF#_G_AGGF#~F#_DEEF#F#_GAGGF#-F#
Zindagi aur kuch bhi nahin
F#GAc#+__BAGAB~
Teri meri kahaani hai
AGF#EA_AGBAGF#
Ek pyar ka nagma hai
DEF#_G_AGGF#~F#
c. or d. means 5th c or d from left for a 61keys(5 octave) keyboard
Note: You can try variation by transposing the scale to +2 and start from C (ek pyar ka). This way the scale will become more easy to play.
Sunday, 12 September 2010
tujh mein rab dikhta hai
tu hi toh jannat meri
tu hi mera junoon
tu hi toh mannat meri
tu hi roh ka sukoon
tu hi aakhion ki thandak
tu hi dil ki hain dastaq
aur kuch na jano mein
bas itna hin jano…
tujh mein rab dikhta hain yaara mein kya karoon

sajde sar jhukta hain yaara mein kya karoon

kaisi hain yeh doori,kaisi majboori
maine nazron se tujhe chooliyaaa… oho oho hon
kabhi teri khusboo,kabhi teri baatein
bin maangein ye jahan pa liya
tu hi dil ki hain ronak,
tu hi janmon ki daulat,
aur kuch na jano mein
bas itna hin jano…
tujh mein rab dikhta hain yaara mein kya karoon
tujh mein rab dikhta hain yaara mein kya karoon
sajde sar jhukta hain yaara mein kya karoon
tujh mein rab dikhta hain yaara mein kya karoon
vaasdi vaasdi vaasdi
dil di dil vich vaasdi
naasdi naasdi naasdi
dil ro ve the naasdi
rab ne bana di…i jodi hain…
vaasdi vaasdi vaasdi
dil di dil vich vaasdi
naasdi naasdi naasdi
dil ro ve the naasdi
cham cham aayein, mujhe tarsayen
tera saaya chedke, chumta…
oho hon…
tu jo muskayein, tu jo sharmaye
jaise mera hai khuda jhoomta
tu hi meri hain barkat, tu hi meri ebadat,
aur kuch na jano
bas itna hin jano
tujh mein rab dikhta hain yaara mein kya karoon
tujh mein rab dikhta hain yaara mein kya karoon
sajde sar jhukta hain yaara mein kya karoon
tujh mein rab dikhta hain yaara mein kya karoon
vaasdi vaasdi vaasdi
dil di dil vich vaasdi
naasdi naasdi naasdi
dil ro ve the naasdi
rab ne bana di jodi… heyy…
Na kuch poocha
You didn’t ask anything
Na kuch maanga
You didn’t demand for anything
Tune dil se diya jo diya
Whatever you gave, you gave from your heart
Na kuch bola
You didn’t say anything
Na kuch tola
You didn’t weigh the pros and cons
Muskuraake diya jo diya
Whatever you gave, you gave with a smile
Tu hi dhoop tu hi chaaon
You’re the warmth, you’re the shade
Tu hi apna paraya
You are my own yet a stranger
Aur kuch na janoon main, bas itna hi janoon
I may not know much but this I do know
Tujh mein Rab dikhta hai
I see God in you
Yaara main kya karoon
My love, what am I to do?
Saturday, 4 September 2010
o paalanhare!
O paalanhaare, nirgun aur nyaare
Tumre bin hamra kaunon naahin
Humri uljhan suljhaao bhagwan
Tumre bin hamra kaunon naahin - 2
Tumhe humka ho sambhaale
Tumhe hamre rakhwaale
Tumre bin hamra kaunon naahin
Tumre bin hamra kaunon naahin
Tumre bin hamra kaunon naahin
Chanda mein tumhe to bhare ho chaandni
Sooraj mein ujaala tumhe se
Yeh gagan hai magan, tumhe to diye ho isse taare
Bhagwan, yeh jeevan tumhe na sanwaaroge
To kya koi sanwaare
O paalanhaare, nirgun aur nyaare
Tumre bin hamra kaunon naahin - 2
Jo suno to kahe Prabhuji hamri hai binti
Dukhi jan ko dheeraj do
Haare nahin voh kabhi dukh se
Tum nirbal ko raksha do
Reh paaye nirbal sukh se
Bhakti ko shakti do
Bhakti ko shakti do
Jag ke jo swami ho, itni to araj suno
Hai path mein andhiyaare
Dedo vardaan mein ujiyaare
O paalanhaare, nirgun aur nyaare
Tumre bin hamra kaunon naahin
Humri uljhan suljhaao bhagwan
Tumre bin hamra kaunon naahin - 2
Thursday, 5 August 2010
roja, (1992)
Lyrics
Roja Jaaneman Tu Hi Mera Dil
Tujh Bin Tarse Naina
Dilse Na Jaati Hai Yaadein Tumhaari
Kaise Tum Bin Jeena
Aankhon Mein Tu Hai
Aansu Mein Tu Hai
Aankhein Band Kar Loon
To Mann Mein Bhi Tu Hai
Khwaabon Mein Tu
Saanson Mein Tu
Roja
Roja Jaaneman Tu Hi Mera Dil
Tujh Bin Tarse Naina
Chhooke Yoon Chali Hawa Jaise Chhoo Gaye Ho Tum
Phool Jo Khile Thay Vo Shool Ban Gaye Hain Kyon
Jee Raha Hoon Aisliye Dil Mein Pyaar Hai Tera
Zulm Seh Raha Hoon Kyonki Intezaar Hai Tera
Tumse Mile Bina Jaan Bhi Na Jaayegi
Kayamat Se Pehle Saamne Tu Aayegi
Kahan Hai Tu
Kaisi Hai Tu
Roja
Roja Jaaneman Tu Hi Mera Dil
Tujh Bin Tarse Naina
Aankhon Mein Tu Hai
Aansu Mein Tu Hai
Aankhein Band Kar Loon
To Mann Mein Bhi Tu Hai
Khwaabon Mein Tu
Saanson Mein Tu
Roja
Dhandi Dhandi Ay Hawa Tera Kaam Kya Yahan
Meet Nahin Paas Mein Chaandni Tu Laut Ja
Phool Kyon Khilo Ho Tum Zulf Nahin Vo Yahan
Jhuke Jhuke Aasmaan Meri Hansi Na Uda
Pyaar Ke Bina Meri Zindagi Udaas Hai
Koi Nahin Hai Mera Sirf Teri Aas Hai
Khwaabon Mein Tu
Saanson Mein Tu
Roja
Roja Jaaneman Tu Hi Mera Dil
Tujh Bin Tarse Naina
Aankhon Mein Tu Hai
Aansu Mein Tu Hai
Aankhein Band Kar Loon
To Mann Mein Bhi Tu Hai
Khwaabon Mein Tu
Saanson Mein Tu
Roja
Thursday, 27 May 2010
zindagi, from "stolen moments" album, by pankaj udhas...i just wanna sing this beautiful ghazal to my beautiful wife shama...ALWAYS!!!
Mera Pyaar Jo Kahega, Main Tumhe Wahi Kahunga - 2
Tumhe Zindagi Kaha Hain, Tumhe Zindagi Kahunga - 2
Tumhe Kitana Maine Thunda, Ye Bataayenge Nazaare
Meri Bekaraariyon Ke, Hai Gawaah Ye Sitaare
Main Gagan Hoon Tum Ghata Ho, Main Nadi Hoon Tum Kinaara
Mujhe Koi Kis Jahaan Mein, Nahi Tumase Badhake Pyaara
Karu Kyon Na Teri Pooja, Rakhu Kyon Na Dil Mein Tuzako
Mera Ghar Teri Badolat, Mera Ghar Lage Hai Muzhako
Tera Naam Chaahe Jo Ho, Tuzhe Roshani Kahunga - 2
Tumhe Zindagi Kaha Hain, Tumhe Zindagi Kahunga
Kabhi Chaaon Ne Jo Roka, Kabhi Dhup Ne Jo Toka
To Kahunga Meri Khaatir, Tu Basant Ka Hai Jhoka
Kabhi Ghar Ki Khidkiyon Ne, Jo Ye Punchha Kaun Hai Tu
To Kahunga Tu Kiran Hai, Tu Gulaab Ki Hai Khushboo,
Jo Mehakati Vaadiyon Ne, Kabhi Tera Jikr Chheda
Kabhi Mausamon Ne Puchha, Mera Kya Hai Tuzhase Rishta
Mai Kahunga Raat Hoon Main, Tumhe Chaandani Kahunga - 2

Jahaa Tum Wahi Sukun Hai, Kahi Aur Jaayie Kya
Muzhe Tum Jo Mil Gaye Ho, Mujhe Aur Chaahiye Kya
Tumhe Aur Aur Chaahu, Yuhi Chaahata Rahu Main
Mere Saamane Raho Tum, Tumhe Dekhata Rahu Main
Koi Nagamaa Tumase Achha, Na To Geet Tumase Behtar
Kisi Saanj Mein Nahi Hai, Jo Hai Sur Tumhaare Andar
Tumhe Honton Se Chumunga, Tumhe Baansari Kahunga - 2
Tumhe Zindagi Kaha Hai, Tumhe Zindagi Kahunga
Mera Pyaar Jo Kahega, Main Tumhe Wahi Kahunga
Tumhe Zindagi Kaha Hai, Tumhe Zindagi Kahunga - 2
Mera pyaar jo kehega mein tumhe wohi kahunga (2)
Tumhe zindagi kaha hai tumhe zindagi kahunga (2)
Tumhe kitna maine dhunda ye batayenge nazaare
Meri bekaraariyo ke gawah hai ye sitaare
Main gagan hu tum ghataa ho main nadi hu tum kinara
Mujhe koi is jaahn mein nahi tumse badke pyaara
Karu kyu na teri puja rakhu kyu na dil mein tujhko
Mera ghar teri badaulat mera ghar lagge hai mujhko
Tera naam chahe jo ho tujhe roshni kahunga (2)

Kabhi chhaao ne jo roka kabhi dhup ne jo toka
Toh kahunga meri khatir tu basant ka hai jhoka
Kabhi ghar ki khidkiyon ne jo ye puucha kaun hai tu
Toh kahunga tu kiran hai tu gulab ki hai khushboo
Jo mehekti waadiyon ne kabhi tera zikr chedha
Kabhi mausamo ne puchha mera kya hai tujhse rishta
Main kahunga raat hu main tumhe chandani kahunga (2)

Jahaan tum wohi sukoon hai kahi aur jaaeye kya
Mujhe tum jo mil gaye ho mujhe aur chahiye kya
Tumhe aur aur chahu yuhi chahata rahu mein
Mere saamne raho tum tumhe dekhta rahu main
Koi nagma tumse achha na toh geet tumse behetar
Kisi saaz mein nahi hai jo hai sur tumhare andar
Tumhe hoothon se chuunga tumhe basari kahunga (2)
Tumhe zindagi kaha hai tumhe zindagi kahunga
Mera pyaar jo kehega mein tumhe wohi kahunga

...Tumhe zindagi kaha hai tumhe zindagi kahunga!!!
Na koi ilzaam tumako dunga, na tumako badnaam main karunga - 2
Yakeen maano wahi kahunga, tumhaari aankhon se jo suna hai
Tumhaari aankhen tumhaari hokar lihaaj rakhati nahi tumhaara
Na bolkar bhi ye bolati hai, ye khol deti hai bhed saara
Khaamosh rehkar fasaane kehana tumhaari aankhon ki ye ada hai
Na koi ilzaam tumako dunga, na tumako badnaam main karunga

Tumhaari aankhon ki hai ye khubi, ye khul ke milati hai zindagi se
Inhe hai sach bolane ki aadat, ye jhuth kehati nahi kisi se
Tumhaari aankhen tumhaari dushman, hamaara isame kusur kya hai

Yakeen maano wahi kahunga, tumhari aankhon se jo suna hai
Ye jaadugar dil churaane wali, ye phool si naajaneen aankhen
Muzhe diwaana banaane wali ye hiraniyo se haseen aankhen
Sharaab me wo nasha nahi, tumhaari aankhon me jo nasha hai

*Dedicated to the "ONE" that I have loved more than my own Life!!!

Friday, 30 April 2010
jana gana mana, by rabindranath tagore - the indian national anthem,
Thou art the ruler of the minds of all people,
Dispenser of India's destiny.
Thy name rouses the hearts of Punjab, Sindh,
Gujarat and Maratha,
Of the Dravida and Orissa and Bengal;
It echoes in the hills of the Vindhyas and Himalayas,
mingles in the music of Jamuna and Ganges and is
chanted by the waves of the Indian Ocean.
They pray for thy blessings and sing thy praise.
The saving of all people waits in thy hand,
Thou dispenser of India's destiny.
Victory, victory, victory to thee.
Subscribe to:
Posts (Atom)