Thursday, 27 May 2010

zindagi, from "stolen moments" album, by pankaj udhas...i just wanna sing this beautiful ghazal to my beautiful wife shama...ALWAYS!!!

Mera Pyaar Jo Kahega, Main Tumhe Wahi Kahunga - 2
Tumhe Zindagi Kaha Hain, Tumhe Zindagi Kahunga - 2

Tumhe Kitana Maine Thunda, Ye Bataayenge Nazaare
Meri Bekaraariyon Ke, Hai Gawaah Ye Sitaare
Main Gagan Hoon Tum Ghata Ho, Main Nadi Hoon Tum Kinaara
Mujhe Koi Kis Jahaan Mein, Nahi Tumase Badhake Pyaara
Karu Kyon Na Teri Pooja, Rakhu Kyon Na Dil Mein Tuzako
Mera Ghar Teri Badolat, Mera Ghar Lage Hai Muzhako
Tera Naam Chaahe Jo Ho, Tuzhe Roshani Kahunga - 2
Tumhe Zindagi Kaha Hain, Tumhe Zindagi Kahunga

Kabhi Chaaon Ne Jo Roka, Kabhi Dhup Ne Jo Toka
To Kahunga Meri Khaatir, Tu Basant Ka Hai Jhoka
Kabhi Ghar Ki Khidkiyon Ne, Jo Ye Punchha Kaun Hai Tu
To Kahunga Tu Kiran Hai, Tu Gulaab Ki Hai Khushboo,
Jo Mehakati Vaadiyon Ne, Kabhi Tera Jikr Chheda
Kabhi Mausamon Ne Puchha, Mera Kya Hai Tuzhase Rishta
Mai Kahunga Raat Hoon Main, Tumhe Chaandani Kahunga - 2
Tumhe Zindagi Kaha Hain, Tumhe Zindagi Kahunga

Jahaa Tum Wahi Sukun Hai, Kahi Aur Jaayie Kya
Muzhe Tum Jo Mil Gaye Ho, Mujhe Aur Chaahiye Kya
Tumhe Aur Aur Chaahu, Yuhi Chaahata Rahu Main
Mere Saamane Raho Tum, Tumhe Dekhata Rahu Main
Koi Nagamaa Tumase Achha, Na To Geet Tumase Behtar
Kisi Saanj Mein Nahi Hai, Jo Hai Sur Tumhaare Andar
Tumhe Honton Se Chumunga, Tumhe Baansari Kahunga - 2
Tumhe Zindagi Kaha Hai, Tumhe Zindagi Kahunga
Mera Pyaar Jo Kahega, Main Tumhe Wahi Kahunga
Tumhe Zindagi Kaha Hai, Tumhe Zindagi Kahunga - 2

Mera pyaar jo kehega mein tumhe wohi kahunga (2)
Tumhe zindagi kaha hai tumhe zindagi kahunga (2)

Tumhe kitna maine dhunda ye batayenge nazaare
Meri bekaraariyo ke gawah hai ye sitaare
Main gagan hu tum ghataa ho main nadi hu tum kinara
Mujhe koi is jaahn mein nahi tumse badke pyaara
Karu kyu na teri puja rakhu kyu na dil mein tujhko
Mera ghar teri badaulat mera ghar lagge hai mujhko

Tera naam chahe jo ho tujhe roshni kahunga (2)
Tumhe zindagi kaha hai tumhe zindagi kahunga (2)

Kabhi chhaao ne jo roka kabhi dhup ne jo toka
Toh kahunga meri khatir tu basant ka hai jhoka
Kabhi ghar ki khidkiyon ne jo ye puucha kaun hai tu
Toh kahunga tu kiran hai tu gulab ki hai khushboo
Jo mehekti waadiyon ne kabhi tera zikr chedha
Kabhi mausamo ne puchha mera kya hai tujhse rishta

Main kahunga raat hu main tumhe chandani kahunga (2)
Tumhe zindagi kaha hai tumhe zindagi kahunga (2)

Jahaan tum wohi sukoon hai kahi aur jaaeye kya
Mujhe tum jo mil gaye ho mujhe aur chahiye kya
Tumhe aur aur chahu yuhi chahata rahu mein
Mere saamne raho tum tumhe dekhta rahu main
Koi nagma tumse achha na toh geet tumse behetar
Kisi saaz mein nahi hai jo hai sur tumhare andar

Tumhe hoothon se chuunga tumhe basari kahunga (2)
Tumhe zindagi kaha hai tumhe zindagi kahunga

Mera pyaar jo kehega mein tumhe wohi kahunga
Tumhe zindagi kaha hai tumhe zindagi kahunga
...Tumhe zindagi kaha hai tumhe zindagi kahunga!!!

Na koi ilzaam tumako dunga, na tumako badnaam main karunga - 2
Yakeen maano wahi kahunga, tumhaari aankhon se jo suna hai

Tumhaari aankhen tumhaari hokar lihaaj rakhati nahi tumhaara
Na bolkar bhi ye bolati hai, ye khol deti hai bhed saara
Khaamosh rehkar fasaane kehana tumhaari aankhon ki ye ada hai
Na koi ilzaam tumako dunga, na tumako badnaam main karunga
Yakeen maano wahi kahunga, tumhaari aankhon se jo suna hai

Tumhaari aankhon ki hai ye khubi, ye khul ke milati hai zindagi se
Inhe hai sach bolane ki aadat, ye jhuth kehati nahi kisi se
Tumhaari aankhen tumhaari dushman, hamaara isame kusur kya hai
Na koi ilzaam tumako dunga, na tumako badnaam main karunga
Yakeen maano wahi kahunga, tumhari aankhon se jo suna hai

Ye jaadugar dil churaane wali, ye phool si naajaneen aankhen
Muzhe diwaana banaane wali ye hiraniyo se haseen aankhen
Sharaab me wo nasha nahi, tumhaari aankhon me jo nasha hai
Na koi ilzaam tumako dunga, na tumako badnaam main karunga
Yakeen maano wahi kahunga, tumhari aankhon se jo suna hai

*Dedicated to the "ONE" that I have loved more than my own Life!!!

No comments: