Friday, 22 April 2011

is bhari duniya mein, rafi-ji, (film: bharosa, 1963)




Is bhari duniya mein, koi-bhe hamara na hua (x 2)

Ghare thowe ghare thay apno ka sahara na hua

Is bhari duniya mein......


Lok rowe-rowe kay-bhe iss duniya mein jee-lay-thay-hai (x 2)
Ek hum hai-kay hasay-bhe thowe guzaara na hua (x 2)

Is bhari duniya mein.....


Ek mohabbat-kay-siva aur na kuch manga-tha (x 2)
Kya-karay yay-bhe zamannay ko gavarra na hua (x 2)

Is bhari duniya mein......


Aasaman kitnay sitaray hai teri mehfil mein (x 2)
Apnee takadeer tha-he koi sitara na hua (x 2)


Is bhari duniya mein, koi-bhe hamara na hua

Ghare thowe ghare thay apno ka sahara na hua

Is bhari duniya mein......

Saturday, 9 April 2011

sun zara, sonu nigam, (film: lucky)

Song: Sun Zara
Singer: Sonu Nigam
Movie: Lucky (2005)
Starring: Salman Khan, Sneha Ullal, Mithun Chakraborty
_________________________________
LYRICS
__________________
Sun Zara Soniye Sun Zara 4
Aaj Khamoshiyon Se Aa Rahi Hai Sada
Dhadkanein Hai Deewani
Dil Bhi Kutch Keh Raha Hai 2
Sun Zara Soniye Sun Sun Sun Zaraaaa

Beetey Lamhon Ke Saaye Toh Bas Yahi Tham Gaye Hai
Yaad Mujhe Aaye Teri Baatein
Palkon Ki Surkh Chadar Pe Ask Bhi Jam Gaye Hai
Teri Ankhon Se Na Hatti Aankhein
Bebasi Ka Hai Aalam Kya Karoo Main Bata
Dhadkanein Hai Deewani Dil Bhi Kutch Keh Raha Hai
Sun Zara Soniye Sun Zaraaaa 2
Aaj Khamoshiyon Se Aa Rahi Hai Sada
Dhadkanein Hai Deewani
Dil Bhi Kutch Keh Raha Hai
Sun Zara Soniye Sun Zaraaaa 2

Choom Ke Apne Hoton Se Tere Gam Ko Chura Loo
Laake Tujhe De Doo Khushiyan Sari
Apni Har Beqarari Ko Seene Main Hi Chupa Lu
Meri Chahtein Jaye Tujhpe Wari
Sehme Sehme Labon Mein Ghul Gayi Hai Dua
Dhadkanein Hai Deewani Dil Bhi Kutch Keh Raha Hai
Sun Zara Soniye Sun Zaraaaa 2
Aaj Khamoshiyon Se Aa Rahi Hai Sada
Dhadkanein Hai Deewani
Dil Bhi Kutch Keh Raha Hai
Sun Zara Soniye Sun Zaraaaa 4


Friday, 8 April 2011

thode badmash!...the lovely shreya ghoshal, with THAT mind-blowing voice of the proverbial "ANGEL", (film: saawariya)...at her EXCEPTIONAL best!!!riya)...

thode -
means little

tum -
means you

badmash -
if said in affection it means 'naughty' else it is goonda, hooligan, loafer, evil person etc.

naadan -
means silly but it is a very mild form of saying not harsh one

jhankaar -
chime, strum (melodious)

emaan -
faith,

maan -
pride

shaan -
splendour

beiimaan -
unfaithful, dishonest, deceitful

shaytaan -
satan, devil, but in affection it means naughty





Thode badmash ho tum

Thode nadan ho tum

Thode badmash ho tum

Thode nadan ho tum

Haan magar yeh sach hai

Hamari jaana ho tum (start again from start & repeat)

Meri saanson ki jhankaar ho tum

Mera solah singaar ho tum

Meri aankhon ka intezaar ho tum

Meri emaan, meri shaan, mera maan ho tum

Thoda beimaaan ho tum

Thode shaytaan ho tum

Thoda beimaaan ho tum

Thode shaytaan ho tum

Haan magar yeh sach hai

Mere Bhagwaan ho tum!!!

Thode...ummmm um u mm m

Ummmm...nadan ho tum.

Umm umm um u m ummm

umm haan haaan haaan

hmhmm...badmash!!!


Thode badmash ho tum
You are a little mischievous

Thode nadan ho tum
You are a little naïve

Thode badmash ho tum

Thode nadan ho tum

Haan magar yeh sach hai
Yes, but it is still true

Humari jaan ho tum
That you are my everything

Thode badmash ho tum

Thode nadan ho tum

Haan magar yeh sach hai

Humari jaan ho tum

Meri saanson ki jhankaar ho tum
You are the sound/chime in my breaths

Mera sola singhaar ho tum
You are my sixteen types of beauty

Meri aankhon ka intezaar ho tum
You are the wait of my eyes

Meri emaan, meri shaan, mera maan ho tum
My belief, my strength, my trust are you

Thode beiimaan ho tum
You are a little untrustworthy

Thode shaytaan ho tum
You're a little bit of a devil

Thode beiimaan ho tum

Thode shaytaan ho tum

Haan magar yeh sach hai
Yes, but it is still true

Mere Bhagwaan ho tum
You are my God!!!

Thode...ummmm um u mm m

Ummmm nadan ho tum.

Umm umm um u m ummm

umm haan haaan haaan

hmhmm...badmash!!!