Sunday 11 November 2012

kabhi alvida na kehna

Tumko bhi hai khabar - You also know

Mujhko bhi hai pata - I also know

Ho raha hai judaa, dono ka raasta - Our ways are getting separated

Door jaa ke bhi mujhse - Even going away from me

Tum meri yaadon mein rehna - You stay in my memories

Kabhi alvida na kehna (3) - Never say goodbye

Kabhi Alvida Na Kehna (3) - Never say goodbye

Jitni thi khushiyan, sab kho chuki hai - Whatever happiness there was its all gone

Bas ek gham hai ke jaata nahi - Just the sadness wont go away

Samjha ke dekha, behela ke dekha - I tried to make it understand

Dil hai chain isko aata nahi...aata nahi - This heart does not receive any peace

Aasoon hai ke hai angaarey, aag hai ab aankhon se behena - Are these tears or bolts of flame, fire now floats through these eyes

Kabhi alvida na kehna (3) - Never say goodbye

Rut aa rahi hai, rut jaa rahi hai - Seasons have come, seasons have gone

Dard ka mausam badla nahi - The weather of pain has not changed

Rang yeh gham ka, itna hai gehera - The color of sadness is so deep

Saadiyon bhi hoga halka nahi...halka nahi - Even after years it will not get less, will not get less

Kaun jaane kya hona hai - Who knows what will happen

Humko hai ab kya kya sehena - What more do I have to go through

Kabhi Alvida Na Kehna (2) - Never say goodbye

Tumko bhi hai khabar - You also know

Mujhko bhi hai pata - I also know

Ho raha hai judaa, dono ka raasta - Our ways are getting separated

Door jaa ke bhi mujhse - Even going away from me

Tum meri yaadon mein rehna - You stay in my memories

Kabhi Alvida Na Kehna (5) - Never say goodbye