Monday 7 November 2011

Rafi-Ji...the undisputed legend at his VERY BEST...babul ki duaayein leti ja, (including Sonu's excellent rendition), bhari duniya mein aakhir dil, rafi-ji, (film: do badan, 1966, manoj kumar/asha parekh) + likhe jo khat tujhe, (film: kanyadaan, 1969, shashi kapoor/asha parekh)









English Translation of 'Ehsaan Tera Hoga Mujh Par'
Movie: Junglee (1961)
Singers: Mohd. Rafi, Lata Mangeshkar
Actors: Shammi Kapoor, Saira Banu

Ehsaan tera hoga mujh par
Dil chahta hai woh kehne do
Mujhe tumse mohabbat ho gayi
Mujhe palkon ki chaaon mein rehne do
Ehsaan tera hoga mujh par...

I would be indebted to you
If you let me tell you what my heart desires
I have fallen in love with you
Please let me dwell in the shadow of your eyelashes
You would be doing me a great favor...

Tumne mujhko hansna sikhaaya
Rone kahoge ro lenge ab
Aansoo ka hamaare gham na karo
Woh behte hai to behne do
Mujhe tumse mohabbat ho gayii hai
Mujhe palkon ki chaaon mein rehne do
Ehsaan tera hoga mujh par...

You were the one who taught me how to laugh
Now, if you ask me to cry, I will
Don't be hurt by my tears
They've already started to flow, so let them fall.
Because I've fallen in love with you
Let me dwell in the shadow of your eyelashes
You would be indulging me...

Chaahe bana do chaahe mitaa do
Mar bhi gaye to denge duwaayen
Udd udd ke kahegi khaak sanam
Yeh dard-e-mohabbat sehne do
Mujhe tumse mohabbat ho gayi hai
Mujhe palkon ki chaaon mein rehne do

Either make it or destroy it
Even if it kills me, I will sing your praises
Flying around, the ashes will say,
"Let me bear the burdens of love."
For I have fallen in love with you
Let me dwell in the shadow of your eyelashes

Ehsaan tera hoga mujh par
Dil chahta hai woh kehne do
Mujhe tumse mohabbat ho gayi hai
Mujhe palkon ki chaaon mein rehne do
Ehsaan tera hoga mujhe par...

I would be indebted to you
If you let me tell you what's in my heart
I have fallen in love with you
Please let me dwell in the shadow of your eyelashes
I would be indebted to you...






Song: Zindagi Bhar Nahin Bhoolegi
Movie: Barsaat Ki Raat (1960)
Performed By: Sonu Nigam
Music Album: Sonu Nigam Tribute To Mohd Rafi





English Translation of 'Zindagi Bhar Nahin Bhoolegi'
Movie: Barsaat Ki Raat
Singer: Rafi
Actors: Bharat Bhushan, Madhubala


Zindagi bhar nahin bhoolegi woh barsaat ki raat
Ek anjaan haseena se mulaaqat ki raat
Zindagi bhar nahin bhoolegi...

I could never forget that one rainy night.
The night when I met an unknown beauty.
I could never forget it for the rest of my life...

Haaye woh reshmi zulfon se barasta paani
Phool se gaalon pe rukane ko tarasta paani
Dil mein toofan uthaate hue
Dil mein toofan uthaate hue jazbaat ki raat
Zindagi bhar nahin bhoolegi woh barsaat ki raat
Zindagi bhar nahin bhoolegi...

Oh, there was water dripping from her silky hair
Even those droplets wanted to linger on her rosy cheeks
She created quite a stir in my heart
It was that same night that she created a stir in my heart
I will never forget it for the rest of my life...

Dar ke bijali se achaanak woh lipatana uska
Aur phir sharm se bhalakhaake simatanaa usakaa
Kabhi dekhi na suni aisi ho
Kabhi dekhi na suni aisi tujismaat ki raat
Zindagi bhar nahin bhoolegi...

She was startled by the thunder and lightning
And then she shyly curled up into a ball
I had never seen or heard anything like this before
I had never seen or heard anything like that enchanting night before
I will never forget it for the rest of my life...

Surkh aanchal ko dabaakar jo nichoda usne
Dil pe jalta hua ek tiir sa chhoda usne
Aag paani mein lagaate hue
Aag paani mein lagaate hue halaat ki raat
Zindagi bhar nahin bhoolegi...

She wrung her red shawl trying to dry it
It was as though she had sent a fiery arrow through my heart
She ignited a fire in the water of those storms
It was in that same night that she started a fire in the water
I will never forget it for the rest of my life...

Mere nagmo mein jo basati hai woh tasveer thi woh
Naujavani ke haseen kyaab ki tabir thi woh
Aasmaanon se utar aayi ho
Aasmanon se utar aayi thi jo raat ki raat
Zindagi bhar nahin bhoolegi woh barsaat ki raat
Ek anjaan haseena se mulaqaat ki raat
Zindagi bhar nahin bhoolegi...

Her image lies in all my songs
She is the completion of all my youthful dreams.
She has descended from the heavens
She has descended from the heavens on this night of nights
I could never forget that rainy night
The night when I met an unknown beauty
I could never forget it for the rest of my life.





Bhari duniya mein aakhir dil ko samjhaane kahaan jaayen/2
Mohabbat ho gayi jinko, wo deewaane kahaan jaayen
Bhari duniya mein aakhir dil ko samjhaane kahaan jaayen
Bhari duniya


Lage hai shamma par peherey, zamaane ki nigaahon ke/2
Zamaane ki nigaahon ke
Jinhen jalne ki hasrat hai
Jinhe jalne ki hasrat hai, wo parwaane kahaan jaayen
Mohabbat ho gayi jinko, wo deewaane kahaan jaayen
Bhari duniya mein aakhir dil ko samjhaane kahaan jaayen
Bhari duniya


Sunaana bhi jinhe mushkil, chhupaana bhi jinhe mushkil/2
Chhupaana bhi jinhe mushkil
Zaraa tu hi bataa aye dil
Zaraa tu hi bataa aye dil, wo afsaane kahaan jaayen
Mohabbat ho gayi jinko, wo deewaane kahaan jaayen
Bhari duniya mein aakhir dil ko samjhaane kahaan jaayen
Bhari duniya


Nazar mein uljhanen dil mein, hai aalam beqaraari ka/2
Hai aalam beqaraari ka
Samajh mein kuchh nahin aataa
Samajh mein kuchh nahin aataa, sukoon paane kahaan jaayen
Mohabbat ho gayi jinko, wo deewaane kahaan jaayen
Bhari duniya mein aakhir dil ko samjhaane kahaan jaayen
Bhari duniya


==================================================


Bhari duniya mein aakhir dil ko samjhanay kahan jayein
WHERE SHOULD I, IN THIS WHOLE WORLD, GO TO PERSUADE MY HEART,

Muhaabat ho gayi jin ko wo diwaane kahan jayein
TO WHOM SHOULD THOSE CRAZY ONES TURN, WHO HAS FALLEN IN LOVE,

Bhari duniya mein aakhir dil ko samjhanay kahan jayein
WHERE SHOULD I, IN THIS WHOLE WORLD, GO TO PERSUADE MY HEART,

Laghein hein shama per pehre zamana key nigahoon kay
THERE HAS BEEN THE WATCH OF PEOPLE'S EYES, ON THE LOVE,(2)

Zamaney key nigahoon kay
OF THE PEOPLE'S EYES,

Jinhein jalney ki hasrat hay
ONE WHO HAS THE INTENSE UNFULFILLED DESIRE TO BURN,

Jinhein jalne ki hasrat hay wo perwaney kahan jayein
WHERE SHOULD THEY GO, ONE WHO HAS THE INTENSE UNFULFILLED DESIRE TO BURN,

Muhaabat ho gayi jin ko wo diwaane kahan jayein
TO WHOM SHOULD THOSE CRAZY ONES TURN, WHO HAS FALLEN IN LOVE,

Bhari duniya mein aakhir dil ko samjhanay kahan jayein
WHERE SHOULD I, IN THIS WHOLE WORLD, GO TO PERSUADE MY HEART,

Sunaana bhi jinhein mushkil chuppana bhi jinhein mushkil
WHICH ARE DIFFICULT TO LISTEN, AND WHICH ARE HARD TO HIDE (2)

Chuppana bhi jinhein mushkil
WHICH ARE HARD TO HIDE/SUBJUGATE,

Zara to hi bata aye dil
OH MY HEART JUST TELL ME,

Zara to hi bata aye dil wo afsaane kahan jayein
OH MY HEART JUST TELL ME, WHERE SHOULD THOSE TALES GO?

Muhaabat ho gayi jin ko wo diwaane kahan jayein
TO WHOM SHOULD THOSE CRAZY ONES TURN, WHO HAS FALLEN IN LOVE,

Bhari duniya mein aakhir dil ko samjhanay kahan jayein
WHERE SHOULD I, IN THIS WHOLE WORLD, GO TO PERSUADE MY HEART,

Nazar mein uljhanein dil mein hay aalam beqaarari ka
ENTANGLES IN EYES, AND WORLD OF HEART IS RESTLESS,(2)

Hay aalam beqaarari ka
THE WORLD OF HEART IS RESTLESS,

Samajh mein kuch nahi aata
IT'S BEYOND THE PERCEPTION,

Samajh mein kuch nahi aata sukoon paney kahan jayein
IT'S BEYOND THE PERCEPTION NOW, WHERE SHOULD ONE GO TO HAVE PEACE AND REST,

Muhaabat ho gayi jin ko wo diwaane kahan jayein
TO WHOM SHOULD THOSE CRAZY ONES TURN, WHO HAS FALLEN IN LOVE,

Bhari duniya mein aakhir dil ko samjhanay kahan jayein
WHERE SHOULD I, IN THIS WHOLE WORLD, GO TO PERSUADE MY HEART?!

Likhe Jo Khat Tujhe Woh Teri Yaad Mein is a superhit hindi song from 1969 movie Kanyadaan starring Shashi Kapoor and Asha Parekh.

Music Director: Shankar Jai Kishan
Singer: Mohammed Rafi (Mohd Rafi)



Likhe jo khat tujhe
woh teri yaad mein
hazaaron rang ke
nazaare ban gaye

Sawera jab huya
to phool ban gaye
jo raat aayi to
sitaare ban gaye

Koyi nagma kahin goonja
kahan dil mein
yeh tu aayi
kahin chatki kali koyi
main yeh samjha, tu sharmaayi
koyi khushboo kahin bikhri
laga yeh zulf lehraayi

Likhe jo khat tujhe...

Fiza rangeen, adaa rangeen
yeh ithlaana, yeh sharmaana
yeh angdhaayi, Yeh tanhaayi
yeh tarsa kar, chale jaana
bana de ga nahi kisko
jawaan jadoo yeh deewana

Likhe jo khat tujhe..

Jahan tu hai, wahan main hoon
mere dil ki tu dhadhkan hai
musafir main tu manzil hai
main pyaasa hoon tu saawan hai
meri duniya yeh nazre hain
meri jannat yeh daaman hai

Likhe jo khat tujhe...

====================

Likhe jo khat tujhe
woh teri yaad mein
hazaaron rang ke
nazaare ban gaye

Sawera jab huya
to phool ban gaye
jo raat aayi to
sitaare ban gaye

Koyi nagma kahin goonja
kahan dil mein
yeh tu aayi
kahin chatki kali koyi
main yeh samjha, tu sharmaayi
koyi khushboo kahin bikhri
laga yeh zulf lehraayi

Likhe jo khat tujhe...

Fiza rangeen, adaa rangeen
yeh ithlaana, yeh sharmaana
yeh angdhaayi, Yeh tanhaayi
yeh tarsa kar, chale jaana
bana de ga nahi kisko
jawaan jadoo yeh deewana

Likhe jo khat tujhe..

Jahan tu hai, wahan main hoon
mere dil ki tu dhadhkan hai
musafir main tu manzil hai
main pyaasa hoon tu saawan hai
meri duniya yeh nazre hain
meri jannat yeh daaman hai

Likhe jo khat tujhe...

Director: Mohan Sehgal

Cast: Shashi Kapoor, Asha Parekh, Sayeeda Khan, Om Parkesh, Dilip Raj, Asha Sachdev, Laxmi, Birbal, Bela Bose, Chandra Shekhar, Meena T, Tun Tun

Lyricist: Shakeel Badayuni

Producer: Mohan Sehgal

Synopsis: Two small children, Rekha (Asha Parekh) and Amar(Shashi Kapoor), undergo a marriage ceremony under guidance of their respective parents. Years later, Rekha and Amar have grown up, and are now capable of fulfilling their marriage vows and living together. Both are attracted to each other. It is only after a few days of their living together that Amar confides to Rekha, that his real name is Kumar, and that the man she married in her childhood is his best friend, Amar, who is already married with Lata(Sayeeda Khan), and have a child of their own. Devastated, Rekha must now come to terms with her new life-partner, or seek drastic alternative remedies to escape the stigma that has been thrust upon her.

Genre: Romance / Drama / Family

LIKHE JO KHAT TUJHE ( Kanyadaan )

Likhe jo khat tujhe, wo teri yaad mein
I wrote you a letter, in your memory

Wo teri yaad mein, hajaaro rang ke nazare ban gaye
In your memory, it became a sight of thousand colors

Savera jab hua, to phool ban gaye
When it became morning, it became flowers

Jo raat aayi to sitaren ban gaye
When night came, it became stars

Koi nagma kahi goonja, kaha dil mein yeh tu aayee
A story echoed somewhere, my heart said that you came

Kahi chatakee kaali koi, main ye samajhaa tu sharmaayi
When limbs snapped somewhere, I thought you became shy

Koi khushboo kahi bikhari, lagaa ye zulf laheraayi
When fragrance spread somewhere, it felt like your hair spread

Fizaa rangeen ada rangeen ye ithhlaanaa, yeh sharmana
The atmosphere is colorful, the style is colorful, this strut, this shyness

Yeh angdayi, ye tanhayi, ye tarasakar chale jaanaa
This tossing and turning, this loneliness, this going away by making me thirsty

Banaa degaa naheen kis ko, jawaan jaadoo ye diwana
Won’t it make a crazy man out of any adult?

Jahaa tu hain, waha main hoon, mere dil ki too dhadkan hain
Wherever you are, I am there. You are the heartbeat of my heart.

Musafir main tu manzil hain, main pyaasa hoon, tu saawan hain
I am the traveler, you are the destination. I am the thirsty, you are the rain

Mere duniya yeh nazaren hain, mere jannat ye daaman hain
My world are these eyes, my heaven is this hem of your garment.

No comments: