Sunday 18 March 2012

film: earth 1947, (music of a.r. rahman & poetry of javed akhtar)/aamir khan

Sublime music from A.R. Rahman to some great poetry from Javed Akhtar for this fantastic piece, originally from a really good Deepa Mehta movie 1947 Earth.

Movie: 1947 Earth
Year: 1999
Song: Ishwar Allah Tere Jahan Mein
Singers: Anuradha Sriram, Sujata Mohan
Music: A.R Rahman
Lyrics: Javed Akhtar

Ishwar Allah tere jahan mein
nafrat kyon hain jung hai kyon
tera dil to itna bada hai
insaan ka dil tang hai kyon.

Kadam kadam par sarhad kyon hai
saari zameen jo teri hai
sooraj ke pehre dharti hai
phir kyon itni andheri hai
is duniya ke daaman par
insaan ke lahoon ka rang hai kyon.

Goonj rahin hai itni cheekhein
pyar ki batein kaun sune
toot rahe hain itne sapne
in ke tukde kaun chune
dil ke darwaazon par taalein
un taalon par hai zoonk hai kyon.

Ishwar Allah tere jahan mein
nafrat kyon hain jung hai kyon
tera dil to itna bada hai
insaan ka dil tang hai kyon.

Ishwar allaah tere jahaan me.n nafrat kyo.n hai ja.ng hai kyo.n
God, why is there hatred in your world? Why is there war?

Tera dil to itna baRa hai insaan ka dil ta.ng hai kyo.n
Your heart is so large; why is the heart of man so narrow?

Qadam qadam par sarhad kyo.n hai
Why are there boundaries at every step

Saarii zamiin jo terii hai
When all the land is yours?

Suuraj ke phere kartii hai phir kyo.n itnii a.ndherii hai
It revolves around the sun; why then is there so much darkness?

Is duniya ke daaman par insaan ka lahuu ka ra.ng hai kyo.n
Why are the skirts of the world stained by the color of human blood?

Ishwar allaah tere jahaan me.n nafrat kyo.n hai ja.ng hai kyo.n
God, why is there hatred in your world? Why is there war?

Tera dil to itna baRa hai insaan ka dil ta.ng hai kyo.n
Your heart is so large; why is the heart of man so narrow?

Guu.nj rahii hai kitnii chiikhe.n pyaar kii baate.n kaun sune
So many screams ring out; who will hear the words of love?

Tuut rahe hai.n kitne sapne inke tukRe kaun chune
So many dreams are shattering; who will gather up the pieces?

Dil ke darvaazo.n par taale
Locks on the doors of our hearts;

Taalo.n par yeh za.ng hai kyo.n
Why have these locks rusted?

Ishwar allaah tere jahaan me.n nafrat kyo.n hai ja.ng hai kyo.n
God, why is there hatred in your world? Why is there war?

Tera dil to itna baRa hai insaan ka dil ta.ng hai kyo.n
Your heart is so large; why is the heart of man so narrow?

This video is a dedication to ALL of my fellow human beings!...In fact it's my very-very-very humble attempt to try & put a mirror on what appears to have become of our beautiful planet!!...A World that's unfortunately now full of strife & terror & inhumanity!!!

No comments: